About Test Tiari Test Tiari (www.testtiari.com) ek free educational website hai. Yahan Sindh ke naujawano ke liye PST, JEST, EST, HST, Teaching Licence, IBA, STS, NTS aur SPSC ki tayari ke MCQs, quizzes, past papers aur test material diya jata hai. About the Author – Abdul Khaliq Abdul Khaliq, Khaliq Virtual Academy ke founder hain. Woh Ghotki, Sindh mein ek government school teacher hain aur Computer Science mein MPhil (specialization: E-Learning) rakhte hain. Woh Pakistani curriculum ke mutabiq pedagogy course books aur exam preparation material likhte hain. Unka maqsad Sindh ke naujawano ko sarkari naukriyon ke imtehanat ki tayari mein madad dena hai. Khaliq Virtual Academy – Classes PST / JEST 2026: Maths, Computer aur Science (Class 6, 7, 8) – Rs. 500 per subject, teeno ka package Rs. 1,000 Teaching Licence / ECT / EST: General Pedagogy (5 chapters) – Rs. 300 per chapter, special package Rs. 1,000 IBA JST, BPS-0...